Afzal hai kul jahan se gharana Hussain ka.
"Nabiyon" ka taj-daar hai "Nana" hussain ka.
Ik pal ki thi bas hukumat yazeed ki,
Sadiyan hussain ki hein zamana hussain ka
_____________________
Zikre Shabbir ko fatwaon se dabanay waly,
Kitny nadaan hain sooraj ko chupany waly,
Ghaib se aati hai sadaye Mehdi,
Zikry Shabbir ko hum hain bachany waly.
_____________________
Kya Haq Ada Karega Zamana HUSAIN Ka,
AbTak Zamee Pe Karz He Sajda HUSAIN Ka,
Jholi FelaaKar Manglo Mumino,
Har DUA Kabul Karega DAI HUSAIN Ka